Ishq E Laa #3 (HUM) Azaan Sami , Yumna Zaidi , Sajal Ali - Page 82 | Pakistani Serials (2024)

Originally posted by: sanabmw

Part 1 51

Part 2 52

Part 3 55

Part 4 63

Part 5 69

Part 6 72

Part 7 75

Part 8 77

Part 9 78

Part 10 79

Par 11 80

Part 12 81

Part 13 83

Part 14 84

Part 15 85

Part 16 86

Part 17 87

Part 18 89

Part 19 93

Part 20 97

Part 21 98

Part 22 100

PART 23

Azlan hears Azka's voice and looks at her.Azka comes running towards Azlan and hugs him tightly and starts asking him

Azka:aap thik hai?ap yaha .?.yu aise aap..bataye na aap thik hai?

Seeing Azka like this, Azlan is unable to understand what has happened to her, then he realizes that she is scared to see him in a hospital.

Azlan:Azka..Azka listen...relax…Azka i m perfectly fine.

Azka:aap..yaha..aur wo blood??

Azlan takes Azka's face in his hands and speaks loudly

Azlan:AZKA …it's just a small accident, me Shirin aunty ko lekar aa raha tha jaldi main so bas.

Azka gets a little relaxed after hearing this.

Azka:Kya hua hai unhe?

Azlan:i don't know main office me tha and mom called me and said ke wo behosh hai apne room main.

Azka:unka BP to nahi….

then Dr.Umar comes to Azlan and Azka.

Azka:Dr umar Shirin aunty ko kya hua hai?

Dr.Umar:BP low hone ki wajah se wo behosh ho gayi thi.

Azlan:Unhe hosh aa gaya ?

Dr umar:not yet,humne unke kuch tests liye hai.jab tak unka BP level stable nhi hota unhe discharge nahi kar sakte.

Azlan:jaisa aap thik samjhe Thank you.

Dr.umar:No problem Azlan,aur Azka tum meri puri baat bina sune hi panic ho gayi

Azka:wo main..mujhe laga..

Dr.Umar smiles.

Dr.umar:i can understand Azka,after all Husband hai tumhra Azlan..tumhra aise pareshan hona Banta tha.i still remembered that day jab Maine aap dono ko shadi ka suggestion Diya tha,aap dono ke expressions mujhe aaj bhi yaad hai,and look at now ,Nikaah main waakehi barqat hoti hai.

Azka does not say anything and Azlan smiles looking at Dr.umar

Azlan:Thank you so much docter.

Dr.umar:no need Azlan .are aapne abhi tak dressing nahi karwayi?

Azlan:jee bas main wahi jaa raha tha.

Dr umar:go fast,i see u soon.

Dr.Umar leaves and a nurse comes.

Nurse:mr.azlan aaye aapki dressing…

Azka:aap jaye aur ye kit mujhe de,main kar dugi dressing.

Nurse:thik hai.

Azka looks at Azlan's hand worriedly.

Azka:aap mere saath aaye.

Azka is holding Azlan's hand and leading him to her cabin and Azlan is happy to see her so worried for him

Azka:yaha bethiye,chot kaise lagi aapko?

Azlan:side table ka glass lag gaya tha.

Azka:aapko dhyaan karna chahiye na dekhe lagwa lee na chot khud ko

Azlan looks at Azka who is worried about his injury and she is dressing his wound.

Azlan:Azka i m fine tum aise hi pareshan ho rahi ho

Azka:kaise na pareshan hu?dekhe kitna gehra cut hai.

Azlan:ab itna bhi nhi hai.

Azka looks at Azlan angrily.

Azka:aapko nahi pata jab mene Dr.umar ke paas aapki cheeze dekhi to Main kitna Darr gayi thi.

Azka packs the first aid kit after dressing.

Azlan:darr kyu gayi tum?

Azka: matlab?

Azlan starts tying the sleeves of his shirt but he is unable to tie it.

Azlan:matlab ye ke tumhe darr kyu laga mera soch ke?

Azka:mujhe darr kaise na lagta ?aapka blood laga hua tha un cheezo pe

Azlan:so what ?you are a doctor tumhe to aadat hai ye sab dekhne ki

Azka comes to him and starts tying up the sleeves. Azka's face is bent towards Azlan's hands.

Azka:ha aadat hai mujhe ye sab dekhne ki par aapko kaise dekh sakti thi, aapki baat alag hai aapko kuch ho jata to main..

While speaking, Azka raises her face and finds Azlan right in front of her. Both of their faces are very close and Azlan's eyes are looking at Azka.

Azka:....

Azlan:to main kya Azka?

Azka:um..Huh..

Azlan asks in a husky voice

Azlan:tumne abhi kaha na meri baat alag hai mujhe kuch ho jata to ..to kya Azka???

Azka starts looking at Azlan's face today after a whole week she is looking at Azlan. Only she knows how much she has missed Azlan.But Azka will not tell this thing to him because even Azka herself is not able to understand this thing.And on the other hand, Azlan is equally happy to see Azka and find her so worried for him.But he is not revealing this in front of Azka, Azka smiles seeing Azlan.

Azka:aapko kuch ho jata to aapke office walo ka kya hota.

Hearing this, Azlan takes a deep breath in irritation

Azlan:bilkul sabse jayada faraq mom aur unko hi to padta baki kisi ko kya faraq padta.Mere hone ya na hone se.

Azka feels a bit strange after hearing this. Before she can say anything, Azlan releases his hand from her hand.

Azka:mera ye matlab nahi tha,me to bas mazaq kar rahi thi.main darr gayi thi aapk..

Azlan speaks before Azka can say anything further

Azlan:par main bilkul bhi mazaq nhi kar raha tha.afterall faraq wahi padta hai jaha koi rishta ho.aur tumne hi mujhe bataya tha ke Mera aur tumhra koi rishta nhi so its understandable

Azlan says this and he gets up and leaves. Azka finds his words very bad. But she understands that Azlan is upset with her.

Next scene

Azlan comes to Sherin's room and then he gets a call from Sitwat.

Azlan: Asalamualaikum mom

Sitwat: walekum assalam Azlan ab kaisi tabiyat hai Shirin ki? Kya keh rahe hai doctor?

Azlan:mom she is better now BP low hone wajah se wo behosh ho gayi thi.

Sitwat:hosh aa gaya hai?

Azlan: nahi abhi tak to nhi.but she is fine aap pareshan na ho.

Sitwat:Main Azka ko call karu?

Azlan:wo yahi hai.

Sitwat:accha baat hui tumhri ?

Azlan:jee

Sitwat:Tumne use ghar aane ko kaha?

Azlan:nahi

Sitwat:kyu? Mujhe phone do me baat karti hu

Azlan:mom plz aap Azka se aisi koi baat nhi karegi..infact aap usse baat hi nhi karegi.

Sitwat:ye kya baat hui Azlan?

Azlan:mom trust me me jo kuch bhi kar raha hu sahi kar raha hu

Sitwat: par aise to wo…

Azlan:Mom aapka beta janta hai wo kya kar raha hai.so plz trust on me and relax ok Allah hafiz

Azlan disconnects the phone and smiles

Azlan:Aapki Bahu ko ab thode dino ke liye purane wale Azlan saab se milne de kyu ke apne shohar ki to baat use samjh aati nhi.

Next scene

Azka is still thinking about Azlan

Azka pov

Azlan saab naraz hai mujhse aur unka naraz hona Banta bhi hai.isliye unhone mujhe koi bhi call nhi.mene jo kuch bhi kiya wo sahi nhi tha.Shirin aunty ne jo kuch bhi mujhe kaha us me Azlan saab ki to koi galati nhi thi.unka naraz hona Banta bhi hai ek to Maine unse Shirin aunty wali baat chupayi aur uske baad jate hue wo sab bol diya.mujhe unse sorry karna chahiye..

Azka thinks and goes out of her cabin

Azka:kya main andar aa sakti hu.

Dr umar:Azka aao

Azka:Dr.umar mujhe aapse ek favour chahiye tha.

Dr.umar:is everything alright Azka?

Azka:jee jee sab thik hai mene bas aapse ek req karni thi kya meri aaj ki appointment aap dekh lege?..wo me Shirin aunty ke paas stay karna chahti hu isliye kyunke Azlan saab akele hai.

Dr umar:i can understand Azka no worries i can handle it.

Azka:Thank you so much Dr umar.

Dr umar: anytime Azka.

Azka comes out of Dr.Umar's cabin.

Azka:Ye kaam to ho gaya Ab Azlan saab ko manana hai.Azka darne ki koi baat nhi bas ek sorry hi to bolna hai ab galti ki hai to bolna bhi chahiye

Azka comes near Shirin's room, Azka is watching him from a distance through the glass outside the room.Azlan is typing something on the phone,Azka opens the door and Azlan looks from the phone to the door ,Seeing Azka, he immediately turns his gaze back to the phone and acts like he didn't see it.Azka quietly enters the room and goes to Shirin to see her.Then she starts looking at her test papers. Azlan is watching all this but he doesn't say anything.Azka starts acting to read the papers

Azlan: reports nhi aayi hai abhi tak.

Azka:huh..

Azlan:wo sirf admit card hai.

Azka gets embarrassed after hearing this and starts looking here and there

Azka:ha..ha pata hai mujhe main to bas dekh rahi thi ke names sahi likha hai ke nahi.

Azlan:whatt?

Azlan stares at Azka in bewilderment.

Azka:i ..i..mean to say aunty ka hi hai na ..wo kabhi kabhi mistake bhi ho jati hai na

Azlan doesn't say anything and goes back to his phone.

Azka(to her self):Ye to baat hi nhi kar rahe,na meri taraf dekh rahe hai.aur main ghabrahat me pata nhi kya bad badaa rahi hu

Azka does not like this attitude of Azlan.

She comes to him and sits on the chair in front of Azlan's sofa. Then Azlan calls someone.

Azlan:hello Mr.danish mene aapko abhi ek mail Kiya hai kindly wo dekh lena aur is project ki sab details check kar Lena.

Azlan disconnects the call and gets busy on his phone again.Azka doesn't say anything because she can't even dare to see Azlan's behavior. She silently sits at one place.azlan is noticing all this

Azlan in his mind:main janta hu tum yaha kyu aayi ho Azka,par sorry me is baar pehal nhi karne wala peeche tum hati thi to ab aage bhi tumhe hi bhadna hoga.

Azka is looking towards Azlan that he should look at her and talk about something but Azlan is busy in his phone.

Azka:bas ek hafta hua hai mujhe wapas aaye aur ye bilkul pehle jaise ho gaye wahi akad wahi berukhi.me samne bethi hu par aise treat kar rahe hai jaise me exit hi nhi karti na kamre main aur na inki zindagi main.

Azka:aahhnn Mom kaisi hai?

Azlan:mom?? U mean to say meri Mom,she is fine.

These words of Azlan hurt Azka.

Azka:sorry me apni bedhyaani me Bol gayi,wo saath rahte hue aadat ho gayi thi ye bolne ki par …..

Azlan:par sirf naam ki aadat Hui thi rishtey ke nahi kyu ke kaagzi rishta jo tha.

Azka does not say anything, both are angry with each other, Azka because of Azlan's words and Azlan because of Azka's silence.

Azlan:Azka tumhe yaha rukne ki zarurat nahi hai,You are on duty and it's ur working time,it's not good for …

Azka:mene Dr umar se baat kar lee hai,aur unhe bata ke me yaha aayi hu aur waise bhi abhi thodi der me lunch time ho jayega.

Tabhi room me knock hota hai.

Azka:main dekhti hu.

Azka open the door

Azka:Ayesha Thank you so much..ye mujhe de do main kar lugi.

Ayesha:no problem Dr Azka

Azka takes the food tray and puts it on the table.

Azka:Azlan saab aa jaye lunch kar le

Azlan:nahi mera dil nhi hai

Azka:kyu dil nhi hai? Aap subah se yaha hai aur ab dekhe kitna time ho gaya hai.aur waise bhi ye canteen ka khana nahi hai ghar ka hai main khud …..

Azlan:Mutton karahi hai na?

Azlan gets up and comes near the table. And Azka starts putting food in the plate for Azlan.

Azka:jee Mutton karahi hai.

Azka is very surprised to hear that how did Azlan know this.

Azlan:Aur ye mutton karahi tumne banayi hai.

Azka:Ha par ye Aap..ko..kaise pata..?

Azlan does not give any answer and sits on the chair.

Azka:mujhe nhi pata tha ke aapko mere haath ke khaane ki is qadar pehchan hogi.

Azlan: actually no…kyu ke pehchan tab hoti hai jab aap daily kisi ke haath se bana hua khana khao.aur mene sirf ek baar tumhre haath se bana hua khana khaya tha.Aloo ke parathe yaad hai ?

Azka:mujhe yaad hai tab bhi lunch time tha aur mene wo apne liye banaye the aur aap office se jaldi aa gaye the

Azlan: bilkul jaise ke aaj bhi ye Mutton karahi mere liye nhi bani hai but unfortunately me phir se yaha hu.

Azka: matlab?

Azlan looks at Azka with a straight face.

Azlan:Matlab ye ke,tumne ye Mutton karahi mere liye nahi banayi Umair ke liye banayi hai.

Azka gets stunned after hearing this.

Azka:Aapko ye baat kaise pata?

Azlan:relax !!! Kal jab usne tumhe phone pe ye farmaish ki thi ke use tumhre haatho ki bani Mutton karahi khaani hai tab me uske saath hi tha.

Azka is more surprised to hear this.

Azlan:kitni ajeeb baat hai na mene jab bhi tumhre haatho ka bana hua kuch bhi khana khaya wo basically mere liye bana hi hi nhi tha.

Azka hears this and looks at Azlan who smiles sadly and starts eating.But he is not able to eat properly because of his hand injury. Azka notices this.She grabs the plate from Azlan's hand. Azlan looks at her,Both are looking at each other.Azka took naan and makes a morsel.

Azka:Allah taala farmaate hai ke jo cheez jiske naseeb me hoti hai wo us tak pahoch hi jati hai.Insaan to bahot kuch soch ke betha hota hai,bahot se iraade waade kar leta hai khud se bhi aur kisi aur se bhi PAR..

Azka smiles saying this and takes a bite near Azlan's mouth.

Azka:par jo jiske naseeb me likha hota hai us tak aa hi jata hai.

Azlan looks at Azka and then takes that bite in his mouth from Azka's hand.

Azlan:So u mean to say ye Mutton karahi mere naseeb main thi

Azka:nahi

Azlan:...???

Azka:AAPKE NASEEB ME MAIN LIKHI HUI THI

Azlan started looking at Azka as if he wanted to understand the purpose of her saying this.

Azka:aise kya dekh rahe hai me mili tabhi to mere haath ki Mutton karahi mili.

Azka smiles and makes another bite and gives it to Azlan.

Azlan:oh yes how lucky I m tum na milti to sach main pata nhi mera kya hota?

Azka:lucky to aap sach me hai kyu ke aap wo dusre insaan hai jisko mere haath se khana khane ko Mila hai

Azlan:dusra?? Pehla kaun tha?

Azka:aleeha… usko khana khilati thi main jab wo choti thi.

Azlan:ohh Aleeha ...phir sahi hai waise main pehla bhi hu.

Azka:aur wo kaise?

Azlan:matlab i m the only man in your life jisko tumne apne haatho se khana khilaya hai.

Saying this, Azlan looks at Azka and smiles. Hearing this, Azka lowers her eyes her cheeks turn red She starts feeding Azlan without saying anything.

Azlan:Tum kyu nhi khana kha rahi?

Azka:main baad me kha lugi.

Azlan:Umair ka intzaar kar rahi ho?

Azka:nahi to.

Azlan:to phir tum bhi Khao na.

Azka:aap khana kha le me aapko khila ke kha lugi

Azlan:kyu mere saath khana khane me kya problem hai?

Azka:koi problem nhi hai.

Azlan:to phir ?Now Don't tell me ke tum chahti ho me tumhe apne haatho se khana khilau waise i don't mind but abhi is waqt to me khud ko bhi nhai khila sakta.

Azlan laughs saying this and Azka is happy to see him talking to her properly like before.

Azka:aisi koi baat nhi ,main khana kha rahi hu aapke saath.

Azka herself also starts eating with him And then someone knocks in the room,Both of them face towards the door and see that Umair is standing there.

Umair: Asalamualaikum

Azka: walekum assalam Umair aap

Umair:wo mom ko lekar aaya tha routine check up ke liye but bhai ne bataya ke aaj tumne off liya hai.

Azka:ha wo Bas Azlan saab yaha the to mene socha ke off lelu.

Umair:yes i can see.

Azlan starts to grab a glass of water but Azka stops him.

Azka:ruke main deti hu

Azka starts giving water to Azlan. Umair is watching all this. He looks at Azlan's hand

Umair:ye haath me chot kaise lagi Azlan?

Azlan:nothing it's a small cut.

Azka:acchi khaasi chot lagi hai aur aap bol rahe hai small cut tetanus injection bhi lagaya hai mene

Azlan:Azka kuch nhi hua hai tum bewajah pareshan ho rahi ho.

Azka:aise kaise kuch nhi hua,mene dressing ki hai mujhe pata hai kitna gehra cut tha

Azlan:ab itna bhi nhi tha

Azka:bas kar de aap !!! chale khana khaaye

Azlan:Azka..

Umair is watching both of them talking to each other like this and then he shakes his head thinking something

Umair:Ok u guys carry on main chalta hu

Azka:aap jaa rahe hai.

Umair:hmmm mom free ho gayi hai me bas Azlan ka sunkar use dekhne aaya tha byee take care

Azka: Allah hafiz

Umair looks at Azlan before leaving but Azlan does not say anything and Umair leaves.

Azlan:Azka

Azka:jee?

Azlan:tumne jiske liye ye khana banaya tha usko to Diya hi nhi.

Azka:kaun??

Azlan:Umair aur kaun

Azka:ufff Allah ,me to Unhe ye khana Dena hi bhul gayi aur wo abhi aaye bhi the but Mera dhyaan dekhe kaha tha

Azlan:mujh pe

Azka:jee..kya?

Azlan:tumhra dhyaan mujh pe tha

azlan looking at her with smirking face

Azlan:sach kaha tha tumne jiske naseeb main jo hota hai wo usi ko milta hai.Umair yaha aaya phir bhi ye khana usko nahi mil saka.

Azka:Azlan saab aapko kaise pata ke ye khana Umair ke liye bana ke laayi thi?

Azlan:guess karo?

Azka:aapko Dr umar ne bataya hoga.

Azlan:nhi kal jab Umair ne tumhe call ki thi me uske saath tha.

Azka:unke saath aap kaise ?

Azlan:Umair aur me ek project me business partners he aur…

Azka:aur??

Azlan:wo mera classmate bhi tha school and college me.

Azka is very surprised to hear this.

Azka:matlab aap dono ek dusre ko pehle se jante hai ?

Azlan:hmmm.

Azka:par ghar pe to aap dono bilkul ajnabi ke jaise mile the.aur abhi yaha bhi

Azlan:ha kyu ke hum dono me dosti jaisa koi rishta nhi Raha.

Azka:par …

Azlan:Azka humara har dost hamesha dost hi rahe ye zaruri nahi

Azka starts trying to understand Azlan,just then Azlan gets a call and he picks up the phone

Azlan: Hello… I m so sorry yaar ..ha ..mujhe pata tha bas ek emergency aa gayi thi.abhi ??..abhi aana mushkil hai ,mein tumhe adress send kar deta hu.i told u na nahi aa sakta ok ..ok me karta hu.

azlan hangs up the phone and starts typing on it

Azka:aapne kahi Jana hai?

Azlan:hmm but it's ok

Azka:aap chale jaye me hu yaha.

Azlan:nahi koi baat nhi.

Azka:azlan saab hum sab hai yaha aap jaye waise bhi problem wali koi baat nhi

Azlan:r u sure?

Azka:ha waise bhi ye mashaallah se bilkul thik hai bas jaise hi hosh aayega hum inke kuch tests lekar inhe discharge kar dege.tab tak aap apna kaam kar le.

Azlan:ok main bas 1 ghante me aa jauga.

Azka:thik hai

Azlan:Thx ..main bas aata hu.

Azka:khana to kha le

Azlan:bas i m full.

Azlan takes tissue and wipes his face and then gets up and starts leaving.

Azka:Azlan saab ruke

Azlan:kya

Azka:wo…

Azlan doesn't understand what she is trying to say, Azka comes to Azlan and starts fixing his coat from the shoulder.Azlan starts looking at Azka's eyes which are on Azlan's coat, Azka is fixing the coat with her hands And then Azka's gaze falls on Azlan's face who is looking at her Azka smiles but Azlan does not smile, he just keeps looking at Azka and then starts leaving.

Azka:khuda Hafiz

Azlan turn karta hai aur Azka ki taraf dekhta hai.

Azlan:Thank you and khuda Hafiz

Azlan leaves after saying this, he goes towards the parking lot where he sees Umair.

Umair: AZLAN ,wait office jaa rahe ho?

Azlan gives an irritated expression on seeing Umair

Azlan:Nahi!! Me Airport jaa raha hu

Umair:Accha itni jaldi haar maan gaye ya phir Dubai shopping fastival me jaa rahe ho.yaar phir meri wo list lete Jana wo kya hai na shaadi ke liye chahiye mujhe

Azlan stares at Umair and Umair starts laughing

Umair:ye expressions me bahot saalo se dekh raha hu kindly change it.

Azlan:yahi bate karni thi tumne

Umair:accha yaar sorry me sach main tumhe lift Dena chahta tha haath main chot jo lagi hai.

Azlan: Thanks but main khud chala jauga

Umair:drive kar loge na ?

Azlan: ofcourse itni bhi chot nhi lagi i can manage

Umair:phir andar kyu nahi manage Kiya

Azlan:what do u mean?

Umair:Lunch kiya jaa raha tha wo bhi Azka ke haatho se, waha bhi bolte na ke i can manage

Azlan:Biwi hai wo meri me uske haath se khana khau ya use apne haatho se khana khilau tumhe kya problem hai?

Umair:biwi ko biwi ka Haq to diya nhi tumne bas mere samne Haq jata rahe ho just because u know ke me Azka se..

Azlan:Azka se tumhra koi rishta nhi hai samjhe tum aur na kabhi hoga.Ye baat jitni jaldi samjh loge tumhre liye accha hoga.

Umair:mera Azka se rishta hai aur aage bhi rahega tumhre hone se mere aur uske rishtey me na pehle kabhi faraq pada hai aur na aage kabhi padega

Azlan:waise I m so sorry for you ,kitne excited the tum kal Azka ke haath se bani hui MUTTON KARAHI khane ke liye but wo kya kehte hai daane daane pe likha hai khaane wala ka naam.

Azlan starts laughing saying this

Umair:see this..now i understand tum ye jo kuch bhi kar rahe ho just because u know what I feel for her aur bas is wajah se suddenly tumko Azka me intrest ho gaya hai.warna tum to use apni zindagi se aur apne ghar se nikaal chuke ho.

Azlan:Na mene use apne ghar se nikala hai aur na apni zindagi se.ye faisla Azka ka tha

Umair:to phir izzat Karo uske is faisle ki aur azaad kar do use is juthe rishtey se

Azlan:jo rishtey kismat me likha hote hai na wo kabhi chode nahi jate.

Umair: KISMAT???jise tumne kabhi chaaha nahi maanga nahi wo tumhe mil jaye ye na-insaafi nahi hai Azlan?

Azlan remains silent for some time after listening to Umair and then looks at him.

Azlan:Azka ko mere naseeb main ALLAH ne likha tha mene use manga nhi tha chaaha nhi tha phir bhi wo mujhe mili aur aaj wo meri biwi hai,aur ab main use apni har namaaz main mangta hu jab ke mujhe pata hai wo meri biwi hai.is se bada kya saboot ho sakta hai meri chahat ka.

Umair:tum jo marzi kaho par mera pyaar kahi se bhi tumse Kam nahi hai.

Azlan turns to Umair and puts his hand on his shoulder.

Azlan:Tum pyaar ki baat karte ho Umair!!!! meri to azka ke liye nafarat bhi tumhre pyar se jayada thi.

Saying this, Azlan goes towards his car and Umair keeps on watching him standing there.

Next scene

Azlan is waiting for someone at the airport when someone calls him

AZLAN HEY….

Azlan turns his face towards the front and smiles at the person

ASSALAMUALAIKUM MERI JAAN !!!!!

That person comes to Azlan and hugs him.

End of part 23

Thank you so much ... dear ...for keeping us hooked .. Beautiful write up ...

Every scene you built was just amazing .. Azka ka fear of losing Azlaan seeing the blood ..taking time to be with him ... feeding him ... that knok jhok ...

How she forgot to share the with Umair ... making Azlaan feel special ...

Azlaan Umair and their jealousy convo ... childish hai per both are in the same race ... Azlaan is confident yet playing it smartly so far ...

Surprise element ... there is a new entry in the plot ,.... cant wait anymore .... Babes ...😉

And U kept us waiting this time ... der aaye par durust aaye andsabr ka fal Belgium Dark Chocolate Truffle Cake hota hai always ...😃....

I have exam next week ... hope will get to meet the new entry soon ......❤️...Till then take care guys ..

Ishq E Laa #3 (HUM) Azaan Sami , Yumna Zaidi , Sajal Ali - Page 82 | Pakistani Serials (2024)

References

Top Articles
Latest Posts
Article information

Author: Ms. Lucile Johns

Last Updated:

Views: 6179

Rating: 4 / 5 (61 voted)

Reviews: 92% of readers found this page helpful

Author information

Name: Ms. Lucile Johns

Birthday: 1999-11-16

Address: Suite 237 56046 Walsh Coves, West Enid, VT 46557

Phone: +59115435987187

Job: Education Supervisor

Hobby: Genealogy, Stone skipping, Skydiving, Nordic skating, Couponing, Coloring, Gardening

Introduction: My name is Ms. Lucile Johns, I am a successful, friendly, friendly, homely, adventurous, handsome, delightful person who loves writing and wants to share my knowledge and understanding with you.